Saturday, January 1, 2011

Jo mile usi ko apna takdir samjo

Zindagi ke safar mein har insan,
Khusi ke talash mein rehta hain,
Ish baje se woh anjane mein,
Hazar gum ko apnata hain,
Jina hai to khul kar jiyo,
Gum aur khusi ka hisab kyon karta hain,
Jo mile usi ko apna takdir samjo,
Phir dekho gum kaise khusi mein badlta hain.

No comments:

Post a Comment